chunnari chunnari
下载地址
购买后显示
资源说明
格式:MP3 / WAV;大小:56.8 MB。
歌词
Chunnari Chunnari (From "Biwi, No. 1") - Anuradha Sriram/Abhijeet
Chunnari chunnari chunnari chunnari
Lalganj ke lalbad se lal chunariya layi
Lal rang mein daal daal ke lal lal rangvayi
Aaja na chhule meri chunnari sanam
Kuchh na main bolun tujhe meri qasam
Aayi jawaani sar pe mere
Tere pe kya karun jawaani pe reham haye
Tere pe kya karun jawaani pe reham
Meri chunnari lal rang ki sharmaye ghabraye
Tu jo daale is pe nazar yeh aur lal ho jaye
Teri chunnari lipat lipat ke
Paagal mujhe banaye
Pehle se hi tadap raha tha
Aur mujhe tadpaye
Jaane tamanna kar na aise sitam
Kuchh na maein bolun tujhe meri qasam
Chikne chikne badan se tere
Sar sar chunnari sarke
Aisa lage ke bin badal
Ambar pe bijli kadke
Ji karta hai yeh bijli main
Tujhpe aaj giraaoon
Tujhko bhar loon bahon mein
Yeh chunnari tujhe udhaoon
Badhta hi jaye dard ho na khatam
Ho aayi jawaani sar pe mere
资源声明
本站资源均由网友分享与网络收集,仅供个人学习交流使用,请于下载后 24 小时内删除,勿用于商业用途。资源版权归原作者所有,若权利人认为内容侵犯其合法权益,请通过下方邮箱联系我们,核实后会及时下架处理。
版权 / 失效反馈邮箱:2759513276@qq.com(链接失效请注明资源名称)